A Poem Of Bachhpan – Diya Singh
A Poem Of Bachhpan – Diya Singh: This poem is written by me. Its about our childhood, how it changes . Hope you like it.
wo bhi kya bachhpan
apna jamana tha
na duniya ki fikr
na kamane ka thikana tha
dhakela jawani ne
hosh ud gaye
tere taano main ulajh gaye
sajh aati hai
to kal ki fikr laati hai
raat hotey hi
aakhiyo se need gujar jaati hai
koi to samaa jalaaye
ish bechain dil ko asra dikhaye
par ye na ho sakega….lagta hai
maa baap jesaa na mil sakega
lakdiyo main shik kar hi
dusra jahaa milegaa