Chal Tu Apna Kaam Kar Lyrics – Newton

Chal Tu Apna Kaam Kar Lyrics – Newton: This is a new song by Amit Trivedi. The music is composed by Rachita Arora & lyrics are written by Irshad Kamil.

Song– Chal Tu Apna Kaam Kar
Singer — Amit Trivedi
Music — Rachita Arora
Lyrics– Irshad Kamil
Label — Eros Now

Lyrics:

Chal tu apna kaam kar,
Chal tu apna kaam kar,
Chal tu apna kaam kar,

Akal dikha na shakal dikha na,
De na nasihat kar na fazihat,
Yun na traffic jam kar,

Chal tu apna kaam kar,
Chal tu apna kaam kar,
Chal tu apna kaam kar,

Aas pados mein kya banta hai,
Kya hai masala kya hai tail,
Tune isse kya lena hai,

Rajneeti ki shop hai mitron,
Sabhi emotion hote fail,
Border pe apni sena hai,
Border pe apni sena hai,

Tu twitter pe chod missile,
Subah baith aur sham kar,

Dil bola dil bola bola,
Dil bola dil bola,

Dil bola apna kaam kar,
Chal tu apna kaam kar,
Chal tu apna kaam kar,
Ae chal chal chal chal,

Video:

Leave a Comment