X

Pehredaar Piya ki TV Serial,Full Title SongLyrics – Sony Tv

Pehredaar Piya ki TV Serial , Full Title Song, Lyrics: Sony Tv has presented new serial ‘Pehredaar Piya ki’. The show director is Amit Gupta while produced by Shashi Mittal,Sumeet Hukumchand Mittal & Om Gehlot. This song is composed by Amit Mishra & sung by Asees Kaur. The show stars are Tejaswi Prakash  as Diya Ratan Singh and Affan Khan as Ratan Maan Singh.

Video:

Lyrics:

Balam Ji

Mharo Balam Ji

Mha…aaa…aaa

Mharo Balam Ji

Mhar Re

Hiwade Mein utar Hiloy

Banna Sa woh ruk saari aur haan

Umar ke chote bade

saath pheron mein Bandhe

waqt ne rishta Piroya hain

Hain banaya reethone

ek duje ka humein

Pyar Sharton ne sanjoya hain

soumpi hain ik paratha ne Hifazat teri

Jagne rishtha diya yeh naya

Pehredaar piya ki bani ji

Pehredaar piya ki

Pehredaar piya ki bani ji

Pehredaar piya ki

Tu duniya Hain ab meri Anokhi

Main Toh hansi Hoon ab tere Dukhon ki

Chaya mein teri

Tu duniya meri

Mangu teri khair mein

Tu Salaamat Bas rahe

Pakar Tujhe Khud ko khoya hain

saumpi hain ik Pratha ne hifazat teri

jagne  rishta diya yeh naya

Pehredaar piya ki bani ji

Pehredaar piya ki

Pehredaar piya ki bani ji

Pehredaar piya ki

meri kahaani main thi ek pari

aasman main thi wo basi

mere liye jo sab kare

raah dun toh khud raah pade

sindoor aur phere mein jaanu nahi

jaanu na mein  rishto ki yeh duniya

thama tere haath yeh

saath janmo ke liye

mann ko yu tera banaayaa hai

saumpi hain ik Pratha ne hifazat teri

jagne  rishta diya yeh naya

Pehredaar piya ki bani ji

Pehredaar piya ki

Pehredaar piya ki bani ji

Pehredaar piya ki