Mere Rashke Qamar Lyrics – Baadshaho | Rahat Fateh Ali Khan , Ajay Devgn
Mere Rashke Qamar Lyrics – Baadshaho | Rahat Fateh Ali Khan: Mere Rashke Qamar is the latest song From the movie “Baadshaho” in the voice of Nusrat Fateh Ali Khan, Rahat Fateh Ali Khan.The music composed & Programmed is done by — Tanishk Bagchi & lyrics are by Manoj Muntashir. The movie starrs are Ajay Devgn, Emraan Hashmi, Esha Gupta, Ileana D’Cruz Vidyut Jammwal and Sanjay Mishra. If you see any mistakes, then you can tell us through the comments Box.Now you can enjoy with this catchy track & don’t forget to share this song with your friends. If you have any songs’ requirement,You can tell us by our comment box.
Movie–Baadshaho
Song– Mere Rashke Qamar
Singers– Nusrat Fateh Ali Khan, Rahat Fateh Ali Khan
Music Composed & Programmed– Tanishk Bagchi
Lyrics– Manoj Muntashir
Features– Ajay Devgn, Emraan Hashmi, Esha Gupta, Ileana D’Cruz Vidyut Jammwal and Sanjay Mishra
Film Directed — Milan Luthria
Releases on –1 September 2017
Mere Rashke Qamar Lyrics:
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Teer aisa laga dard aisa jagaa
Teer aisa laga dard aisa jagaa
Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!
Mere rashke qamar…
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aagaya
Josh hi josh mein meri aagosh mein
Aake tu jo samaaai mazaa aa gaya
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aagaya
Jab nazar se milaai maza aagaya)
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Aaj sehraao mein ishq ke gaaon mein
Aaj sehraao mein ishq ke gaaon mein
Baarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya
Mere rashke qamar…
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Ranjha ho gaye, hum Fana ho gaye
Aise tu muskuraai mazaa aa gaya
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai mazaa aa gaya